魔鏡歌詞網
魔鏡歌詞網 > 歐美歌手 > Nusrat Fateh Ali Khan > Salamee Karbala Mein Kya

Nusrat Fateh Ali Khan



歌詞
專輯列表
歌手介紹

Nusrat Fateh Ali Khan

Salamee Karbala Mein Kya

shaheed-e-Karbala ki mominon jab yaad aati hai, tadap jaati hai duniya, khoon ke aansoon bahaati hai, Ya Hussain!
Ya Hussain!
Whenever the martyrs of Karbala are remembered.
The world cries and sheds tears of blood O Hussain!
O Hussain!
shah hast Hussain baadshah hast Hussain
deen hast Hussain deen pana hast Hussain
sar daad na daad dast dar dast-e-Yazeed
haq aa ke bina La-Ila hast Hussain

Ruler is Hussain, Emperor is Hussain,
Faith is Hussain, guardian of faith is Hussain .
Offered his head and not the hand to Yazid.
Truly, the mirror of faith is Hussain

sajde mein sar kataane ko aakhir kata dia
lekin Khuda ke naam ka danka baja dia
Ya Hussain!
Ya Hussain!!
Finally, he was martyred during prayer
But the word of God was made famous the world over O Hussain!
O Hussain!
deed ki gar talaash hai sar ko jhuka namaaz mein, dil se khudi ko bhool kar khud ko mita namaaz mein aayega tujh ko jab nazar roo-e-Khuda jab namaaz mein pahle Hussain ki tarah sar ko kata namaaz mein aur keh
Ya Hussain!
Ya Hussain!
If you search for God, bow your head in prayer, Forget the self, lose your self in prayer
You will then realise God in your prayers When you first sacrifice yourself like Hussain in prayerand then say, O Hussain!
O Hussain!
kis ki majaal ai Hussain tujh ko ho tujh se ham-saree, baap ke ghar Imam the naana ke ghar payambari, shakl-e-Hussain dekh kar haq bhi kahega hashr mein, ai mere Mustafa ke laal ummat-e-Mustafa baree, Ya Hussain!
Ya Hussain!
Who can claim parity with you O Hussain,
更多更詳盡歌詞 在 ※ Mojim.com 魔鏡歌詞網
Your father was the leader and grandfather was prophet.
Even God will say looking at the face of Hussain O the flower of Muhammad, all his followers are forgiven, O Hussain!
O Hussain!
salaami Karbala mein kya qayamat ki ghari hogi.
churi Shabbir ki gardan pe jis dam chal rahi hogi, kaleja thaam kar Meer-e-falaq bhi rah gaya hoga.
kaleje per Ali Akbar ke barchi jab lagi hogi

What difficult time it would have been in Karbala, When Shabbir had the knife on his throat.
Even the prince of the Universe would have his heart out, When the dagger was drawn on the heart of Ali Akbar

mujhe jaane do paani bhar ke ye Abbas kehte the, kayi din ki pyaasi hai Sakina ro rahi hogi
luti hai jaise duniya Karbala mein ibn-e-Haider ki, kisi mazloom ki duniya na duniya mein luti hogi

Let me go, let me take the water with me, urged Abbas, Sakina is waiting, thirsty for days.
Like the world of father of Haider was lost, Nobody's world would have been lost this way

Mohammad ke nawaase ne jo kee tegho
N ke saaye mein, bashar to kya farishto
N se na aise bandagi hogi, hamare khoo
N ke badle mein ummat bakhsh de Ya Rab, Khuda se hashr mein ye iltijaa Shabbir ki hogi
Ya Hussain!
Ya Hussain!
As prayed the grandson of Muhammad under the swords, Let alone humans, even angels would not have prayed that way.
O God!
forgive the Muslims in lieu of my sacrifice
This will be the request of Shabbir on the judgement day.
O Hussain!
O Hussain!